ZAQT

kya qazaa ,kya hayaat..wo har fark mita gaya
har pal ki khudkhushi ko ab zindagi bana ke rakha hai
lamha- lamha jiska dhuan tabah kare ye dil ko
aas ka 1 aisa diya dil mein jala ke rakha hai
dil na ab bhi samajh paye  fareb ko
khuda ko pathar aur pathar ko khuda bana rakha hai
koi jazba dil mein [...]